joke of the day
Teacher- Hame garibon ke Saath me hamesa pyar se pesh aana chahiye.
sonu – o Ab mein samjha ki papa aksar naukrani ko gale kyu lagate hain.
Ek bar ki bat ha ek ladka ek ladki ko propssed karta ha or bolta ha .
i love you i
can live without you
i can do anything 4 you
wo ladki replly karti ha or bloti ha bahiya jara hindi me bolna me samji nahi .
premika: mein ma banne wali hu .
premi : kay bakvas kar rahi ho?
premika: Bakvas nahi , me sach me tumhare baap se shadi karke tumhari maa
banne wali hu .