really funny jokes
Ek Admi Ka Hont Jala Huwa Tha.
Kisi Ne Poocha Kese Jala?
Admi Bola.
Wife Ko Chorne Station Gaya Tha.
Khushi K Mare Train K Enjine Ko Choom Liya Tha..
(2)
Sardar to doctor: Mujhe ek problem hai
Dr: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
![]()
(3)
Girlfriend ko apni palko par bitha lo,
De ke khushi uske sare gum chura lo,
Pyar karo uski saheli k samne itna ki
Uski saheli bhi aake kahe”JANU” mujhe bi pata lo.

